
BEST SHAYARI IN HINDI ROMANTIC SAYARI IN HINDI LOVE SHAYARI HINDI
Committed to Excellence
Hey guys how are you? Are you searching for best hindi romantic shayari list 2018.then you came at right place here you find all the latest and best hindi shayari list all the best and top rated hindi romantic shayari you find on this post these shayari added by me all the latest and top rated huge collection of hindi shayari on this post , this post contains large number of hindi shayari. You can find here Various categories of shayari like hindi romantic shayari,funny hindi shayari,attitude shayari e.t.c we can use these hindi shayari for various purposes like updating status on facebook or you also update your old status with these beautiful hindi shayari collection 2018 so guys here is the list.also check – l
ove shayari hindi
Best Shayari in Hindi Romantic Sayari in Hindi love shayari hindi
मैं जो चाहों तो अभी तोड़ लूँ नाता तुम से,पर मैं बुज़-दिल हूँ मुझे मौत से डर लगता है
मैने कहा की बहुत प्यार आता है तुम पर,वो मुस्कुरा के बोले ओर तुम्हे आता ही क्या है
ये मुझे चैन क्यूँ नही पड़ता,एक ही शख्स था जहाँ मे क्या.
मैं उसका हूँ, यह तो मैं जान गया हू लेकिन,वो किस का है, ये सवाल मुझे सोने नही देता
चलो अच्छा हुआ काम आ गयी दीवानगी अपनी,वरना हम ज़माने भर को समझाने कहाँ जाते
hindi love shayari 2017
वो करम उंगलियों पे गिनते हैं,ज़ुल्म का जिनके कुछ हिसाब नहीअपने सिवा बताओ कभी कुछ मिला भी है तुम्हें,हज़ार बार ली हैं तुमने मेरे दिल की तलाशियाँ
best hindi romantic shayari hindi 2017 collection
Meri Ankho k Samadar me Jaln kaisi Hai
Fir ish Dil ko Tadpne ki Lagan Kaisi Hai
Warf k Roop Me Dhal Jayenge Fir Sab Ristey
Mujhse Pucho Yeh Muhabat Ki Agan Kaisi Hai
Best Shayari in Hindi Romantic Sayari in Hindi love shayari hindi
Jin Siddato Se Koshish Kar Raha Hoon
Ab Mai Tumhe Bhulane Ki Kabakht
Kabhi Bahut Dil Se Dua Maanga Karta Tha
Tumhe Apna Banane Ki”
keep scrolling more hindi romantic shayari 2017
Chote Se Dil me Arma Koi Rakhna
Duniya Ki Bheed Me Pehchan Koi Rakhna
Achey Nahi Lagte Jab Rehte Ho Udas
In Honto Pe Sada Muskan Wahi Rakhna
Dil me Dhadkan or Ankhon Me Ansu Thum Jate Hai, Jab Kabhi Hum Apke Is Asiyane
Me Atey Hai,Thaam To Lete Hai Palko Ki Kapkapahat Do Ghadi, Par In Ansuo Ka Kya Kare Jo Pal Me Bikhar Jate hai”
Kitna Nadan Hoon Me Bura Keh k use
Kya Khabar Thi Jate-Jate Wo Dua De Jayega
Aisa B Kya likhu k Uske Dil Ko Pahunche Tandak
Best Shayari in Hindi Romantic Sayari in Hindi love shayari hindi
Kya Itna Kaafi Nahi Ki Meri Har Dua Me Wahi Hai”
Ae Khudah E Shehar Mujhe Janjaalo Me Zinda Rakh
Mai Bach Gaya To Nayi Bastiyan Basata Chala Jaunga”
Dil ko aata hai jab bhi Khyaal Unka
Tasvir se puchte hain phir Haal Unka,
Wo kabhi humse pucha karte the Judaai kya hai
Aaj Samajh aaya hai Sawaal Unka”
Lamhe judai ke bekarar karte hain
Halaat mere mujhe lachaar karte hain,
Aankhe meri padh lein wo kabhi
Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain”
Best Shayari in Hindi Romantic Sayari in Hindi love shayari hindi
Khud ko akelepan ka tana dia na karo,
Yadoan ka gila shikwa bhi na dia karo,
Kya bataye tumko kitna yaad karte hai,
Hissab lagana hai to apni saanse gin liya karo”.
Tere shaher ka mousam bada suhana laga,
Ek shaam chura lu agar bura na lage
Tere bass main hai to tu bhool ja mujhe
Tujhe bhulane me mujhe shayad zamana lage”
hindi love shayari 2017
Kuch likh nahi pate, kuch suna nahi pate
Haal-e-dil zubaan pe laa nahi pate
Wo utar gaye hain dil ki gehraiyon mei
Wo samaz nahi pate, hum samza nahi pate
Kash hum per Bhi haq jatati, humari ankhon ko apne hathon se chupati
Hum gabhra k poochte kon ho tum muskura k woh hume apni zindgi batati”
Kabhi lagta hai dur hai to kabhi lagta paas hai
Mausam me na jane kya baat hai
Dil jhoom uthta hai achanak aise
Jaise koi har waqt dil ke paas hai
“
Best Shayari in Hindi Romantic Sayari in Hindi love shayari hindi
जब कोई ख्याल दिल से टकराता है ॥
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता है ॥Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,
Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,
Gum dene wale to har pal hai yahan,Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekhaMeri Band Aankhoin Ka Saccha Kwaab Ho Tum,
Meri Tanhaio Ke Sawalo Ka Javab Ho Tum,
Ab To duniya Bhi Ruth Jaye To Gum Na HogaMeri Duniya, Kaynaat Mera Chaand Ho Tum…Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo
milne ki fariyad kar liya karo
ek hum hai jo har baar shuruat karte haikabhi tum bhi hamse pehle hamein yaad kar liya karo!!!! ,Phir chupke se yaad aa gaya koi,
meri aakhon ko phir rulaa gaya koi,
kaise uska shukria aada Karen,mujh naachiz ko “shayar ” bana gaya koi.
Dil ko aata hai jab bhi Khyaal Unka
Tasvir se puchte hain phir Haal Unka,
Wo kabhi humse pucha karte the Judaai kya hai
Aaj Samajh aaya hai Sawaal Unka
“Lamhe judai ke bekarar karte hain
Halaat mere mujhe lachaar karte hain,
Aankhe meri padh lein wo kabhi
Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain”
Khud ko akelepan ka tana dia na karo,
Yadoan ka gila shikwa bhi na dia karo,
Kya bataye tumko kitna yaad karte hai,
Hissab lagana hai to apni saanse gin liya karo”.
जब कोई ख्याल दिल से टकराता है ॥
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता है ॥ Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafapyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon hoUnki aarzu meri zindagi ka wo khwaab hai,
Jiski manzil hi nahi rasta bhi kharab hai,
Hassi se mere dard ka andaza na lagana, Dil ka har panna dard ki kitab bana hai..MARNA HAI MUJHE QABOOL GAR TU KAHE HUMSEJEENA TERE BAIGAAR TO MANOO KI ZAHAR HAI
NAFEES ITNA TO NAHI THA KHUSH KABHI IS SE BHI PAHLE
YE SAB MERE DILDAR KI NAZROO KA AASAR HAI
Hasrat Yeh Hai K Thaam Loon Main Hath Unka Zor Se
Magar Kambakhat Unki Chooriyion Pe Taras Ata HaiYu to mohabbat ki haqiqat se hum khoob waqif the
Doston….
Par pata nahi kyu unko dekha to,Zara sa shouk hua zindagi barbaad karne ka
Dhoondtay Kia Ho In Aankhon Mein Kahani Meri,
Khud Mein Guum Rehna Tou Aadat Hai Puraani Meri.
Pyar ke ujale mein gam ka andhera kyu aata hai,
Jisko hum chahte hai wahi kyu rulata hai,
Mere khuda agar wo mera naseeb nahi hai,
To aise logo se hame kyu milata hai.Jo jitna door hota hai nazron se,
Utna hi wo dil ke paas hota hai,
Mushkil se bhi jiski ek jhalak dekhne ko na mile,Wahi zindagi mein sab se khaas hota hai…….!Dil tadapta raha aur wo jane lage,
Sang guzre har lamhe yaad aane lage,
Khamosh nazro se dekha jo usne, To bhigi palko se hum bhi muskurane lage.Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata “Taj Mahal”,Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na DetaTaras gaye apke deedar ko,
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,
humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai,jo har roz apke husn ka deedar karta haiPal pal uska saath nibhate hum,
Ek ishare par duniya chor jaate hum,
Samnder ke beech mein pahunch kar fareb kiya usne, Wo kehta to kinare par hi doob jaate humPalko ko humne jab bhi jhukaya hai,
Bas ek hi khayal aaya hai,
Jis khuda ne tumhe banaya hai,Tumhe dharti pe bhejke bhala wo kaise jee paaya hai… Pyaar wo ehsaas hai jo mitata nahi,
Pyaar wo parwat hai jo jhukta nahi,
Pyaar ki keemat kya hai humse pucho,Pyaar wo anmol hira hai jo bikta nahiPyaar Me Milna Jaruri Nahi,
Pyaar Mein Izhaar Bhi Zaruri Nahi,
Best Shayari in Hindi Romantic Sayari in Hindi love shayari hindi
Zaruri Sirf Ehsaas Hai Jo Zindagi SaNwarde,
Unhe PaAna Ya Na Pana Zaruri NhiIshq Aisa Karo Ki Dhadkan Me Bas Jaaye,
Saans Bhi Lo To Khushbu Usi Ki Aaye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Chaa Jaaye,Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka Aaye Yaadon Ki Keemat Wo Kya Jaane,
Jo Khud Yaadon Me Mita Diya Karte Hain,
Yaadon Ka Matlab to Unse Pucho,Jo Yaadon Ke Sahare Jiye Karte Hain…
best hindi shayari romantic and love 2017
Aaj kitne dino baad hui yeh barsaat hai
Yaad dilati yeh aapki har baat hai
Mujhe maloom hai aapki aankhon mein hai neendAap chain se so jao kitni haseen raat haiAap jo so gaye to khwab hamara aayega
Ek pyari si muskaan aapke chehre per layega
Khidki darwaje dil ke khol ker sona
Warna aap hi batao hamara khwab kha se aayega…Hasrat hai sirf tumhe pane ki,
aur koi khawahish nahi is Dewane ki,
shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai,kya zarurat thi tumhe itna khuubsurat banane ki..?Dil dharakta hai tujhe dekhun to,
Saans bhi meri rukne lagti hai…
Pyar itna hai mere dilmey sanam,
Rooh bhi meri khinch ne lagti hai…!
Chain milta hai jab mei dekhun tujhe,Warna ya saans rukne lagti haiNa Jaane Wo Kaun Tera Habeeb Hoga
Tere Hatho Mein Jiska Naseeb Hoga
Koi Tumhe Chahe Ye Koi Badi Baat NahiJisko Tum Chaho Wo Khush Naseeb Hoga Apne Hothon Par Saja Kar Tujhe Main
Tere Hi Geet Gana Chahta Hoon
Jal Kar Bujh Jana Humari Kismat SahiBas Ek Baar Roshan Hona Chahta HoonWo Mere Liye Kuch Khaas Hai Yaaro,
Jinke Laut Aane Ki Na Koi Aas Hai Yaaro,
Wo Najro Se Door Hai To Kya Hua,Banke Dil Ki Dhadkan Mere Paas To Hai YaaroTujhe Dil Se Juda Kabhi Hone Nahi Denge,
Tujhe Nind B Aaye To Sone Nahi Denge,
Tera Pyar Humein Itna Pyara Hai K Hum Mar B Gaye To Tujhe Rone Nahi DengeJagaaya unhone aisa ke aaj tak so na sakke
Rulaaya unhone aisa ke sabke saamne ro bhi na sakke
Jaane kya baat thi unn mein….Jabse maana unhe apna tabse kisi ke ho na sake…Jiski talaash hai usko pata hi nahi,
Best Shayari in Hindi Romantic Sayari in Hindi love shayari hindi
hamari chahat ko usne samjha hi nahi,
hum poochte rahe ki kya tumhe humse pyar hai.
woh kehte rahe ki unhe pata nahi..
Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko
Tho yun humein ruswa na kiya hotha
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein
Bas ek baar humein samaj-liya hota…Soch lene se pahley mein kar arz deti huin
shayari me yaaron dil ke raaz khol deti huin
kuch apni kuch unki kahaani bahut hainmila mila kar kissey mein duniya ko bol deti hun…Jadu Hai Teri Har Ek Baat Me
Yaad Bahut Aate Ho Din Aur Raat Me
Kal Jab Dekha Tha Mene Sapna Raat MeTab Bhi Apka Hi Hath Tha Mere Hath Me.Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata “Taj Mahal”,Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta… So guys these are the best hindi shayari list 2018 collection.i hope you like it all the best shayari collection i added in this you can read any of these shayari and use on your social accounts for updating status and there is large collection of hindi romantic shayari and much more in post so you find all the latest and fresh content here so guys these awesome shayari hindi list and find your favorite hindi shayari list 2018 collection on it you can use these shayari to update your status on your facebook or whatsapp and change daily and keep updated after updating and browsing these awesome hindi shayari list collection don’t forget to share with your friends and family members so they can also update their status on whatsapp and facebook account on their profile so guys this post is all about best hind shayari list 2018 And shayari list hindi 2018 collection.if you like this post and these awesome shayari hindi list then don’t forget to leave your valuable comment here

BESTSHAYARILOVES
The Full Story
Since being established in 2000, bestshayariloves has been known for an unparalleled commitment to customer satisfaction. It’s this standard of excellence that has provided the impetus for us to grow into the business we are today.
We believe that the customer always comes first - and that means exceptional products and exceptional services. Get in touch today to learn more about what we have to offer.
BESTSHAYARILOVES SERVICES
Exceeding Your Expectations

CUSTOMER SUPPORT
Next Level Service

DELIVERY
Here For You
ONLINE SHOPPING
Satisfaction Guaranteed

CUSTOMER SUPPORT
Next Level Service


OPENING HOURS
Come Visit
Mon - Fri: 9am - 6pm
Sat: 10am - 2pm
Sun: Closed